Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Rang Dariya Lyrics

Yaara Mujhe Tu Aise Aa Mila Song Lyrics - Film. Chehre. Ka Naya Hindi, English Gana Hai es Gaane ko - Yasser Desai. Nay Gaaya Hai aur es Gaane Main - Emraan Hashmi, Krystle D'Souza. Hain - Rang Dariya Gaane k Bool. Farhan Menon AUR Music Gourov Dasgupta - Nay Deay Hain Video ki Hidayat kaari. Rummy Jafry - Nay ki Hai

Rang Dariya Lyrics

Rang Dariya Lyrics

 Yaara Mujhe Tu Aise Aa Mila

Jaise Kaafir Ko Milta Hai Khuda

Karun Lakh Baari Tera Shukriya

Bin Mange Tune Itna De Diya

Mera Safeena Oh Paar Laga De

Ya Tu Mita De

Ya Tu Bana De Koyi Jariya

Rang Dariya Rang Dariya

Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya

Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Rang Dariya Rang Dariya

Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya

Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Main Bandeya Jaaun Rangeya

Main Bandeya Jaaun Rangeya

Beparwah Yeh Dil Jaaye Kareya

Rang Dariya Rang Dariya

Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya

Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Koyi Bandhe Mannate

Koyi Mange Jannate

Main Toh Nacheez Teri

Chaah Ka Sawali Hoon

Likh Ke Teri Chahtein

Karde Dastakhat Tere

Muddaton Se Jo Pada

Koyi Khat Main Khali Hoon

Chale Saari Raahein Hum Sang Mein

Tere Hi Rangune

Rang De Kori Yeh Chadriya

Rang Dariya Rang Dariya

Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya

Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Rang Dariya Rang Dariya

Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya

Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Chehron Ki Bheed Mein

Tu Pasand Aa Gaya

Meri Nazar Mein Teri

Tasveer Rehti Hai

Huaa Main Ameer Paake

Teri Dildariyan

Sun Yeh Mere Khwabon Ki

Taagir Kehti Hai

Hona Kabhi Tu Mujhse Juda Na

Chaahe Khuda Ya

Chaahe Khafa Ho Saari Duniya

Rang Dariya Rang Dariya

Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya

Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Rang Dariya Rang Dariya

Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya

Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Main Bandeya Jaaun Rangeya

Main Bandeya Jaaun Rangeya

Beparwah Yeh Dil Jaaye Kareya

Oh Rang Dariya Rang Dariya

Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya

Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya


Post a Comment

0 Comments