Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Hum Nasheen Dilrubaa Lyrics

Hum Nasheen Dilrubaa Lyrics

 Hum Nasheen Dilrubaa Lyrics 

Hum nasheen dilruba jaaneman jaaneja

Hum nasheen dilruba jaaneman jaaneja

Hamane tumhi se hai pyaar kiya

Hamane tumhi se hai pyaar kiya

Shokh dil hamsafar hum fida aap par

Shokh dil hamsafar hum fida aap par

Hamane tumhi se hai pyaar kiya

Hamane tumhi se hai pyaar kiya

Hum nasheen dilruba jaaneman jaaneja


O jaanejaana zara paas aana

Ke dil hai deewaana tumhaare liye

O jaanejaana zara paas aana

Ke dil hai deewaana tumhaare liye

Dil ka fasaana labon ka taraana

Yeh mausam suhaana tumhaare liye

Ho aise mein na tum kahi bhi door jaana

Shokh dil hamsafar hum fida aap parShokh dil hamsafar hum fida aap par

Hamane tumhi se hain pyaar kiya

Hamane tumhi se hain pyaar kiya

Hum nasheen dilruba jaaneman jaaneja


Khaabon ki raani hansi zindagani

Haseena deewaani zara paas aa

Khaabon ki raani hansi zindagani

Haseena deewaani zara paas aa

Pyaasi nigaahe mohabbat ki baahein

Sanam chaahe tujhako gale se laga

Bekhudi mein hum sama hain aashiqaana

Hum nasheen dilruba jaaneman jaaneja

Shokh dil hamsafar hum fida aap par

Hamane tumhi se hain pyaar kiya

Hamane tumhi se hain pyaar kiya

Hum nasheen dilruba jaaneman jaaneja

La la la la la ey hey hey aa ha ha ha.


Post a Comment

0 Comments