Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Main Apni Zindagi Lyrics

Main Apni Zindagi Song Lyrics - Film. Andaz Tera Mastana - Ka Naya Hindi, English Gana Hai es Gaane ko - Kumar Sanu - Nay Gaaya Hai aur es Gaane Main - Monika Bedi, Sidharth Dhawan. Hain - Main Apni Zindagi Gaane k Bool- Sameer AUR Music Director- Anand Milind - Nay Deay Hain Video ki Hidayat kaari. Anand Milind - Nay ki Hai

Main Apni Zindagi Lyrics

 Main Apni Zindagi Lyrics 

Main apni zindagi bhi tujh pe jo lutaunga

Main apni zindagi bhi tujh pe jo lutaunga

Tere ehsaano ka badala chuka na paaunga

Main apni zindagi bhi tujh pe jo lutaunga

Tere ehsaano ka badala chuka na paaunga


Adhure khaab ke jaisi thi harkhushi apni

Dhali thi ashqo ke rang mein har hasi apni

Kise sunate bhala jaake bebasi apni

Main teri pooja mein jo umra bhi beetaunga

Main teri pooja mein jo umra bhi beetaunga

Tere ehsaano ka badala chuka na paaunga


Mere jigar ka hi tukada hain ye bhaai meraChamakte chaand ke jaisa hai ye mukhada tera

Hamare aas paas ab nahi hain andhera

Gagan se taare bhi jo tod ke main laaunga

Gagan se taare bhi jo tod ke main laaunga

Tere ehsaano ka badala chuka na paaunga


Main apne pyaar ke saaye mein tujho paalunga

Meri nigaho ka saya bhi tujhpe daalunga

Ghamo ki dhoop se sada sambhalunga

Jo farz maata pita ka bhi main nibhaunga

Jo farz maata pita ka bhi main nibhaunga

Tere ehsaano ka badala chuka na paaunga

Main apni zindagi bhi tujh pe jo lutaunga

Tere ehsaano ka badala chuka na paaunga.


Post a Comment

0 Comments