Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Main Ho Gaya Deewana Lyrics

Main Ho Gaya Deewana Lyrics

 Main Ho Gaya Deewana Lyrics 

Main ho gaya deewana

Main ho gaya deewana

Tune aye jaane jaana

Iss kadar mujhko chaha

Karta hoon mere yaar

Tere pyaar mein jaanam

Mar jaauna main kahin


Jab se tune mere

Dil ko chhu liya hain

Haajab se tune mere

Dil ko chhu liya hain

Ho gayi hoon mein paagal

Darti hoon mere yaar

Tere pyaar mein jaanam

Mar jaauna main kahin


Bheega mausam rango

Mein dubi ye shyam hain

Jaagi jaagi dhadkan mein

Tera hi naam hain

Bheega mausam rango

Mein dubi ye shyam hain

Jaagi jaagi dhadkan mein

Tera hi naam hain


Tu mila to mila zindagi ka bahna

Har ghadi seh rahi hainTera hi fasana

Darta hoon mere yaar

Tere pyaar mein jaanam

Mar jaauna main kahin


Jab se tune mere

Dil ko chhu liya hain

Ho gayi hoon mein pagal

Darti hoon mere yaar

Tere pyaar mein jaanam

Mar jaauna main kahin


Meetha meetha jadu hain

Teri aawaz mein

Nanein tere hain hothon ke

Saj mein

Mein tere pyaar mein

Pyasa ho gaya hoon

Tu mere paas hain

Main kahin kho gaya hoon

Darti hoon mere yaar

Tere pyaar mein jaanam

Mar jaauna main kahin


Tere pyaar mein jaanam

Mar jaauna main kahin

Tere pyaar mein jaanam

Mar jaauna main kahin.


Post a Comment

0 Comments