Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Tera Bhi Ye Haal Lyrics

Tera Bhi Ye Haal Lyrics

 Tera Bhi Ye Haal Lyrics 

Tera bhi ye haal huya

Mera bhi ye haal huya

Do din ko hum bichhde

To ek ek pal ek sal huya

Aise bhul kabhi yaar

Na hum karte


Jo hum aisa jante to

Pyar na hum karte

Aise bhul kabhi yaar

Na hum karte

Jo hum aisa jante to

Pyar na hum karte

Ha ji ha na ji na

Na na na ji na

Na na ha ji ha


Tera bhi ye hal huya

Mera bhi ye hal huya

Do din ko hum bichhde

To ek ek pal ek sal huya

Aise bhul kabhi yaar

Na hum karte

Jo hum aisa jante to

Pyar na hum karte

Ha ji ha na ji na

Na na na ji na

Na na ha ji ha


Hum samjhe the ki

Pyar bada aasan hain

Dil ke hatho mushkil

Mein ab ye jaan hain

Hum samjhe the ki

Pyar bada aasan hain

Dil ke hatho mushkil

Mein ab ye jaan hain

Phool nahi ye toba

Tir kaman hai

Is dariya ke sahil

Pe tufan hai

Aag ka ye dariya par

Na hum karte

Jo hum aisa jante to

Pyar na hum karte

Ha ji ha na ji na

Na na na ji na

Na na ha ji ha


Ab kya ho sakta hain

Ke pyar ho gaya

Vapas jane ka rashta

Hi kho gaya

Ab kya ho sakta hain

Ke pyar ho gaya

Vapas jane ka rashta

Hi kho gaya

Jan rahi bas baki


Ye dil to gaya

Sari rat jage hum

Chand bhi so gaya

Ha yar mohabbat ka

Ikarar na hum karte

Jo hum aisa jante to

Pyar na hum karte

Ha ji ha na ji na

Na na na ji na

Na na ha ji ha


Tera bhi ye hal huya

Mera bhi ye hal huya

Do din ko hum bichhde

To ek ek pal ek sal huya

Aise bhul kabhi yaar

Na hum karte

Jo hum aisa jante to

Pyar na hum karte


Ha ji ha na ji na

Ha ji ha na ji na

Ha ji ha na ji na.


Post a Comment

0 Comments