Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Aap ko dekh kar lyrics in english

Aap ko dekh kar lyrics in english

 Aap Ko Dekh Kar Lyrics 

Aap ko dekh kar

Aap ko dekh kar humko aisa laga

Jaise humko nai zindagi mil gayi

O meri dilruba rab se maangun main kya

Humko saare jahan ki khushi mil gayi

Aap ko dekh kar

Aap ko dekh kar humko aisa laga

Jaise humko nai zindagi mil gayi

O meri dilruba rab se maangun main kya

Humko saare jahan ki khushi mil gayi

Aap ko dekh kar

Aisa chehra haseen humne dekha nahin

Aap jaisa koi na zamane mein

Hai wohi woh adaa, hai wohi woh wafa

Humko sadiyan lagin jisko paane mein

Aisa chehra haseen humne dekha nahin

Aap jaisa koi na zamane mein

Hai wohi woh adaa, hai wohi woh wafa

Humko sadiyan lagin jisko paane mein

Jaan-e-adaa jaan-e-wafa door na jana

Aap ko dekh kar

Aap ko dekh kar humko aisa laga

Jaise humko nai zindagi mil gayi

O meri dilruba rab se maangun main kya

Humko saare jahan ki khushi mil gayi

Aap ko dekh kar

Karein kaise adaa rab ka hum shukriya

Hum use ab kabhi na bhulayenge

Ab na todenge hum pyaar ki yeh kasam

Vaada kar ke sanam hum nibhayenge

Karein kaise adaa rab ka hum shukriya

Hum use ab kabhi na bhulayenge

Ab na todenge hum pyaar ki yeh kasam

Vaada kar ke sanam hum nibhayenge

Humne to seekha hai sada saath nibhana

Aap ko dekh kar

Aap ko dekh kar humko aisa laga

Jaise humko nai zindagi mil gayi

O meri dilruba rab se maangun main kya

Humko saare jahan ki khushi mil gayi

Aap ko dekh kar

Aap ko dekh kar

Post a Comment

0 Comments