Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Ab to bina tumhare Lyrics

Ab to bina tumhare Lyrics

 Mohabbat Ke Vatan Mein Lyrics 

Ab to bina tumhare

Mohabbat ke vatan mein

Ab toh bina tumhare

Mohabbat ke vatan mein

Ya ashq barsate hain

Ya phir aag savan mein

Ab toh bina tumhare

Mohabbat ke vatan mein

Tum se bichhad ke dard ke

Ghero mein aa gaye

Tum se bichhad ke dard ke

Ghero mein aa gaye

Ham roshani se door

Andhero mein aa gaye

Ham roshani se door

Andhero mein aa gaye

Abb ja ke farq jana

Judayi mein milan mein

Ab toh bina tumhare

Mohabbat ke vatan mein

Dushman bane aap hiApni khushi ke ham

Dushman bane aap hi

Apni khushi ke ham

Ai dost bin tumhare bhi

Dekhenge ji ke ham

Ai dost bin tumhare bhi

Dekhenge ji ke ham

Khud aag laga baithe hain

Ham apne chaman me

Ab toh bina tumhare

Mohabbat ke vatan mein

Ya ashq barsate hain

Ya phir aag savan mein

Ab toh bina tumhare

Mohabbat ke vatan mein

Ya ashq barsate hain

Ya phir aag savan mein

Ab toh bina tumhare

Mohabbat ke vatan mein

Ab toh bina tumhare

Mohabbat ke vatan mein

Post a Comment

0 Comments