Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Mera Mulk Mera Desh Lyrics In English

Mera Mulk Mera Desh Lyrics In English

 Mera Mulk Mera Desh Lyrics 

Mera mulk mera desh mera yeh watan

Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman

Mera mulk mera desh mera yeh watan

Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman

Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man

Aye watan aye watan aye watan

Jaaneman jaaneman jaaneman

Aye watan aye watan aye watan

Jaaneman jaaneman jaaneman

Mera mulk mera desh mera yeh watan

Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman

Is ki mitti se bane tere mere yeh badan

Is ki dharti tere mere vaaste gagan

Is ne hi sikhaya humko jeene ka chalan

Jeene ka chalan

Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man

Aye watan aye watan aye watan

Jaaneman jaaneman jaanemanMera mulk mera desh mera yeh watan

Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman

Apne is chaman ko swarg hum banayenge

Kona kona apne desh ka sajayenge

Jashn hoga zindagi ka honge sab magan

Honge sab magan

Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man

Aye watan aye watan aye watan

Jaaneman jaaneman jaaneman

Mera mulk mera desh mera yeh watan

Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman

Mera mulk mera desh mera yeh watan

Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman

Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man

Aye watan aye watan aye watan

Jaaneman jaaneman jaaneman

Aye watan aye watan aye watan

Jaaneman jaaneman jaaneman

Post a Comment

0 Comments