Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Nazar Ki Baat Hai Lyrics

Nazar Ki Baat Hai Lyrics

 Nazar Ki Baat Hai Lyrics 

Nazar ki baat hai kisi ko kya pata

Nazar ki baat hai kisi ko kya pata

Nazar ne jo kaha woh dil ne sun liya

O ham juban se kyun kahe dil ki bat

Hona tha huwa hai pyar

Nazar ki baat hai, kisi ko kya pata

Nazar ki baat hai, kisi ko kya pata

Nazar ne jo kaha woh dil ne sun liya

O ham juban se kyun kahe dil ki bat

Hona tha huwa hai pyar

Nazar ki baat hai, kisi ko kya pata

Nazar ne jo kaha woh dil ne sun liya

Tufan uthaye

Teri surat mere dil mein

Rahati hai teri pyari

Murat mere dil mein

Khushboo teri abb tak

Meri sanso mein rachi hai

Machale huye armano

Mein halchal si machi hai

Jis wakt huyi pahali

Mulakat hamari

Us wakt se dil hai

Teri chahat kaa pujari

Tufan uthaye teri

Surat mere dil mein

Rahati hai teri pyari

Murat mere dil mein

O ham juban se kyun

Kahe dil ki baatHona tha huwa hai pyar

Nazar ki baat hai, kisi ko kya pata

Nazar ne jo kaha woh dil ne sun liya

Rahati hai hamesha

Teri hasarat mere dil mein

Har shay se hai badhakar

Teri kimat mere dil mein

Phulo ki tarah tu mere

Pahalu mein mahakana

Bin tere naa ruk jaye kahi

Dil kaa dhadakana

Jis din se bichhaya hai

Tere dar peh bichhauna

Mitti teri galiyo ki

Nazar aati hai sona

Bin tere naa ruk jaye

Kahi dil kaa dhadakana

Mitti teri galiyo ki

Nazar aati hai sona

O ham juban se

Kyun kahe dil ki bat

Hona tha huwa hai pyar

Nazar ki baat hai, kisi ko kya pata

Najar ne jo kaha woh dil ne sun liya

Nazar ki baat hai, kisi ko kya pata

O ham juban se kyun kahe dil ki baat

Hona tha huwa hai pyar

Nazar ki baat hai, kisi ko kya pata

Nazar ne jo kaha woh dil ne sun liya

Nazar ki baat hai, kisi ko kya pata

Post a Comment

0 Comments