Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Nazaron Mein Rang Hai Lyrics

Nazaron Mein Rang Hai Lyrics

 Nazaron Mein Rang Hai Lyrics 

Nazaro mein rang hai tumhare labo ka

Phoolo ke khusboo tumhare badan ki

Nazaro mein rang hai tumhare labo ka

Phoolo ke khusboo tumhare badan ki

Lee hai nazakat kalio ne tumse

Lee hai nazakat kalio ne tumse

Sawari hai kismat tumne chaman ki

Tumne chaman ki

Tumne chaman ki

Ye khabar aayegi kal ke akhbar mein

Ye khabar aayegi kal ke akhbar mein

Ek ladka pagal ho

Ek ladki ke pyar mein pyar mein

Pyar mein pyar mein pyar mein

Zulfe tumhari ghata se hai kali

Adao mein sokhi mohabbat ki janam

Zulfe tumhari ghata se hai kali

Adao mein sokhi mohabbat ki janam

Yu lag raha hai tumhe dekh kar

Yu lag raha hai tumhe dekh kar

Jaise pari koi jannat ki janam

Jannat ki janam

Jannat ki janam

Ye hai sayar koi karta hai sayri

Ye hai sayar koi karta hai sayri

Are diwana hai mujhko jo

Kahta hai mai pari main pariMai pari mai pari main pari

Tum angdayi logi jo aise

To dil hamara machalne laga

Tum angdayi logi jo aise

To dil hamara machalne laga

Chayega aisa nasha dhadkano pe

Haye chayega aisa nasha dhadkano mein

Dil ye kasam se bahakne lagega

Bahakne lagega bahakne lagega

Ye hai majnu koi ise laila chahiye

Are ye hai majnu koi ise laila chahiye

Mai logo se kah dungi

Ise pathar se mariye mariye

Mariye mariye mariye na

Nazaro mein rang hai tumhare labo ka

Phoolo ke khusboo tumhare badan ki

Nazaro mein rang hai tumhare labo ka

Phoolo mein khusboo tuhmare badan ki

Lee hai najakat kaliyo mein tumse

Lee hai najakat kaliyo mein tumse

Sawari hai kismat tumne chaman ki

Tumne chaman ki

Tumne chaman ki

Ye khabar aayegi kal ke akhbar mein

Ye khabar aayegi kal ke akhbar mein

Ek ladka pagal ho

Ek ladki ke pyar mein pyar mein

Pyar mein pyar mein pyar mein.

Post a Comment

0 Comments