Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Rootho Na Jaane Tamanna Lyrics

Rootho Na Jaane Tamanna Lyrics

 Rootho Na Jaane Tamanna Lyrics 

Rootho na jaane tamanna

Roothegi humse bahar

Maine tujhe dil diya hai

Karle mera aitbar

Pyar mein ha ha kaho

Pyar mein na na kaho

Pyar mein ha ha kaho

Pyar mein na na kaho

Rootho na jaane tamanna

Roothegi humse bahar

Maine tujhe dil diya hai

Karle mera aitbar

Pyar mein zid na karo

Apni had mein raho

Pyar mein zid na karo

Apni had mein raho

Jao na baate banao

Tumho bade hoshiyar

Jhutha hai wada tumhara

Kab tak karu intzar

Pyar mein ha ha kaho

Pyar mein na na kaho

Pyar mein ha ha kaho

Pyar mein na na kaho

Gusse mein dekho hone

Lage hai yeh gal gulabi

Dar hai na mujhko

Karde deewana

Teri yeh baate sharabi

Ho chhodo bhi ab maan jao

Achhi nahin takarar

Jao na baate banao

Tumho bade hoshiyarPyar mein ha ha kaho

Pyar mein na na kaho

Pyar mein zid na karo

Apni had mein raho

Jaane do mujhko rasta na roko

Ab shyam hone lagi hai

Mausam suhana dil hai deewana

Betabi badhne lagi hai

Chhane laga dheere dheere

Teri wafa ka khumar

Maine tujhe dil diya hai

Karle mera aitbar

Pyar mein ha ha kaho

Pyar mein na na kaho

Pyar mein zid na karo

Apni had mein raho

Na kuch kaho tum

Na kuch kahu main

Aankhon ko karne do baate

Chhup chhup ke bolo hoti rahengi

Jab tak yeh mulakate

Ho aayegi rut yeh milan ki

Ek zara intzar

Jao na baate banao

Tumho bade hoshiyar

Pyar mein ha ha kaho

Pyar mein na na kaho

Pyar mein zid na karo

Apni had mein raho

Rootho na jaane tamanna

Roothegi humse bahar

Jao na baate banao

Tumho bade hoshiyar.

Post a Comment

0 Comments