Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Aaj Akele Mein Lyrics

Aaj Akele Mein Lyrics

 Aaj Akele Mein Lyrics 

Aaj akele mein hum dono

Mile hain pehali baar

Aaj akele mein hum dono

Mile hain pehali baar

Samajh na aaye baat kare yaa

Kare tumse pyaar

Aaj akele mein hum dono

Mile hain pehali baar

Samajh na aaye baat kare yaa

Kare tumse pyaar

Pehali pehali mulakaat hain

Hatho mein dedo haath

Baahon mein aake kardo

Pyaar bhari barsaat

Naya naya hain pyaar hamara

Lage hamein to darr

Na na aise na dekho tum roko jara nazar

Aankhon hi aankhon mein tumne

Chhina mera karaar

Samajh na aaye baat kare yaaKare tumse pyaar

Aaj akele mein hum dono

Mile hain pehali baar

Baatein karli kho jaane

Padi hain umra samaan

Achha chalo aaj hum lenge

Sirf pyaar se kaam

Phoolo jaisa chehara tera

Jeevan bhar dekhenge

Dil ki marji hain ki aaj to

Bus hum pyaar karenge

Dil mausam aur umra ke aage

Hum to gaye hain haar

Samajh na aaye baat kare yaa

Kare tumse pyaar

Aaj akele mein hum dono

Mile hain pehali baar

Samajh na aaye baat kare yaa

Kare tumse pyaar

Post a Comment

0 Comments