Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Aankhon Mein Mohabbat Hai Lyrics

Aankhon Mein Mohabbat Hai Lyrics

 Aankhon Mein Mohabbat Hai Lyrics 

Aankhon mein mohabbat hai

Mathe pe pasina hai

Aankhon mein mohabbat hai

Mathe pe pasina hai

Aa pyar tujhe kar lu

Aa pyar tujhe kar lu

Chahat ka mahina hai

Aa pyar tujhe kar lu

Chahat ka mahina hai

Hothon pe shararat hai

Baaho mein hasina hai

Hothon pe shararat hai

Baaho mein hasina hai

Aa pyar mujhe kar le

Aa pyar mujhe kar le

Chahat ka mahina hai

Aa pyar mujhe kar le

Chahat ka mahina hai

Dilbar jawani ek baar aaye

Ye shokh mosam jane na paye

Dilbar jawani ek baar aaye

Ye shokh mosam jane na paye

Bechain dhadkan bali umar hai

Yu chhed na kuch hone ka darr hai

Rahna hai tere dil mein

Palko tale jeena hai

Rahna hai tere dil mein

Palko tale jeena haiAa pyar tujhe kar lu

Aa pyar tujhe kar lu

Chahat ka mahina hai

Aa pyar tujhe kar lu

Chahat ka mahina hai

Besharam hai ye chanchal hawaye

Gore badan ko kaise chhupaye

Besharam hai ye chanchal hawaye

Gore badan ko kaise chhupaye

Chehera hai tera meri nazar mein

Tu hi basi hai sapno ke ghar mein

Tu meri wafao ka anmol nagina hai

Tu meri wafao ka anmol nagina hai

Aa pyar mujhe kar le

Aa pyar mujhe kar le

Chahat ka mahina hai

Aa pyar mujhe kar le

Chahat ka mahina hai

Aankhon mein mohabbat hai

Mathe pe pasina hai

Hothon pe shararat hai

Baaho mein hasina hai

Aa pyar tujhe kar lu

Aa pyar tujhe kar lu

Chahat ka mahina hai

Aa pyar mujhe kar le

Chahat ka mahina hai

Chahat ka mahina hai

Chahat ka mahina hai

Post a Comment

0 Comments