Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Aankhon se tune yeh kya keh diya Lyrics

Aankhon se tune yeh kya keh diya Lyrics

 Aankhon Se Tune Kya Lyrics 

Aankhon se tune yeh kya keh diya

Dil ye deewana dhadakne laga

Tanhai mein hum mile is tarah

Baarish mein shola bhadak ne laga

Tu tadap ne laga maein machal ne lagi

Boond tan pe giri jaan machal ne lagi

Chha raha hai ajab sa nasha

Aankhon se toone yeh kya keh diya

Dil ye deewana dhadakne laga

Tanhai mein hum mile is tarah

Baarish mein shola, bhadak ne laga

Tu tadap ne laga maein machal ne lagi

Boond tan pe giri jaan machal ne lagi

Chha raha hai ajab sa nasha

Aankhon se tune yeh kya keh diya

Dil ye deewana, dhadakne laga

Thodi sardi bhi hai

Thodi garmi bhi hai

Thodi hai bebasi

Thodi marzi bhi hai

Aise mein hum bhala

Kya karen tu bataJo bhi hota hai woh, hone de dil rubaa

Aankhon se toone, yeh kya keh diya

Dil ye deewana, dhadakne laga

Tanhai mein hum, mile is tarah

Baarish mein shola, bhadak ne laga

Paas aaun jo maein

Dil yeh darta hai kyun

Door jayega tu

Aisa lagta hai kyun

Maine waada kiya, maine li hai kasam

Umr bhar na kabhie, pyar hoga yeh kam

Aankhon se toone, yeh kya keh diya

Dil ye deewana, dhadakne laga

Tanhai mein hum, mile is tarah

Baarish mein shola, bhadak ne laga

Tu tadap ne laga, maein machal ne lagi

Boond tan pe giri, jaan machal ne lagi

Chha raha hai ajab sa nasha

Aankhon se tune, yeh kya keh diya

Dil ye deewana, dhadakne laga

Tanhai mein hum, mile is tarah

Baarish mein shola, bhadak ne laga

Post a Comment

0 Comments