Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Beech Bajariya Ladi Nazariya Lyrics

Beech Bajariya Ladi Nazariya Lyrics

 Beech Bajariya Ladi Nazariya Lyrics 

Are ek taraf to e duniya bole

Ka bole sabse karo tum pyar

Thik to kahuaye hai are ka thik

Kehte hai jab due dil pyar kare

To e sasura sasura are kaun sasura

Are humar e sasura kahe kare takrar

Ladi nazariya beech bajariya

Beech bajariya ladi nazariya

Kari baithe hum

Pyar zamana zamana

Ka karilega humar zamana

Ka karilega humar gori gujariya

Tori umariya gori gujariya

Tori umariya ho gai bees ke par

Zamana zamana ka karilega

Humar zamana ka karilega humar

Zamana ka karilega humar

Na koi humne chori ki hai na

Koi daka dala na koi daka dala

Na koi daka dala humne sucha pyar

Kiya hai laila majnu wala dekho laila

Majnu wala han han laila majnu wala

Deewane hum to hai tere jan hum tujh

Pe lutaynge kasam jo li humne milke

Kasam vo marke

Nibhayange dushman hoTo ho jaye duniya dushman ho to ho

Jaye duniya manenge na har

Zamana zamana ka karilega

Humar zamana ka karilega humar

E sasura ka karilega humar

Badhai ho badhai sasur ji badhai

Badhai ho badhai sasur ji badhai

Badhai ho badhai khilao ji mithai

Ram ne kaisi jodi milai

Ram ne kaisi jodi milai

Dil to dil hai suno sasur ji

Dil nahi pan ka patta

Dil nahi pan ka patta

Dil nahi pan ka patta

Jise chaba ke kha jaoge laga ke

Chuna katha han laga ke chuna katha

Laga ke chuna katha milan tera

Mera gori hain ganga jamuna ka sangam

Dilo ka tode ye sangam yaha kisme

Hai itna dum lakh julam ho sath karenge

Lakh julam ho sath karenge

Prem ki ganga par

Zamana zamana ka karilega

Humar zamana ka karilega humar

Zamana ka karilega humar

Post a Comment

0 Comments