Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Deewana Deewana Main Tera Deewana Lyrics

Deewana Deewana Main Tera Deewana Lyrics

 Deewana Deewana Lyrics 

Deewana deewana

Main tera deewana

O meri janeja

Mere pas aa zara

Deewana deewana

Main tera deewana

O meri janeja

Mere pas aa zara

Han meri janeja

Mere pas aa zara

Abb kahin mujhko

Chain aaye naa

Bin tere meraa

Mann nahin lagata

Deewana deewana

Tu meraa deewana

Ho mere janeja

Sun le meree sada

Abb kahin mujhko

Chain aaye naa,

Bin tere meraa

Dil nahin lagata

Deewana deewana

Main tera deewana

O meri janeja

Mere pas aa zara

Banhon mein tune liya

Dhadakan machalane lagiBanhon mein tune liya

Dhadakan machalane lagi

Chhayi koyi bekhudee

Har sans jalane lagi

Pyas badhane lagi

Kya huwa kya pata

Deewana deewana

Main tera deewana

O meri janeja

Mere pas aa zara

Mil ke banaye chalo

Hum ik naya aashiya

Mil ke banaye chalo

Hum ik naya aashiya

Tu jo mujhe mil gaya

Mujhko mile do jahan

Tutega naa kabhi

Vada yeh pyar kaa

Deewana deewana

Tu tera deewana

O meri janeja

Mere pas aa zara

Abb kahee mujhko

Chain aaye naa

Bin tere meraa

Mann nahin lagata

Deewana deewana

Tu tera deewana

O meri janeja

Mere pas aa zara

Post a Comment

0 Comments