Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Pee Ke Shivashankar Lyrics

Pee Ke Shivashankar Lyrics

 Pee Ke Shivashankar Lyrics 

Pee ke shivashankar kaa pyala

Meraa mann bhi huwa matwala

Pee ke shivashankar kaa pyala

Meraa mann bhi huwa matwala

Hansane laga rone laga

Kya kya mujhe hone laga

Chhaya hain rang rangila

Andhere mein dikhe hai ujala

Chhaya hain rang rangila

Andhere mein dikhe hai ujala

Pee ke shivashankar kaa pyala

Meraa man bhi huwa matwala

Deewani main hone lagi

Jane kahan khone lagi

Chhaya hai rang nirala

Andhere mein dikhe hai ujala

Chhaya hain rang ngila

Andhere mein dikhe hai ujala

Aankho ke raste se

Dil mein samayi

Hai samane par

Tu mujhe de naa dikhayi

Aankho ke raste se

Dil mein samayi

Hai samane par

Tu mujhe de naa dikhayi

Chori se dil le gaya

Tu mujhe dil de diya

Chori se dil le gaya

Tu mujhe dil de diya

Koyi nasha chhane laga

Mujhko maja aane lagaLage tu mujhko mirch masala

Uthe sine mein prem ki jvala

Lage tu mujhko mirch masala,

Uthe sine mein prem ki jvala

Sardi ke mausam

Mein aaye pasina

Mushkil huwa mere

Sanam bin tere jina

Sardi ke mausam

Mein aaye pasina

Mushkil huwa mere

Sanam bin tere jina

Main ruka dharati chale

Aasman pairon tale

Main ruka dharati chale

Aasman pairon tale

Jadu hain yeh kaisa jaga

Bin pankh main udane laga

Huwa jane yeh kaisa ghotala

Aye bina chabi ke khul gaya tala

Huwa jane yeh kaisa ghotala

Aye bina chabi ke khul gaya tala

Pee ke shivashankar kaa pyala

Meraa mann bhi huwa matwala

Pee ke shivashankar kaa pyala

Meraa mann bhi huwa matwala

Hansane laga rone laga,

Kya kya mujhe hone laga

Chhaya hain rang rangila

Andhere mein dikhe hai ujala

Chhaya hain rang rangila

Andhere mein dikhe hai ujala

Post a Comment

0 Comments