Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Sochna Kya Lyrics

Sochna Kya Lyrics

 Sochna Kya Lyrics 

Sochana kya jo bhi hoga dekha jayega

Sochana kya jo bhi hoga dekha jayega

Kal ke liye aaj khona khona

Aaj ye na kal aayega

Sochana kya jo bhi hoga dekha jayega

Jo hona hoga hoga

Wohi sochake tu kya payega

Sochana kya jo bhi hoga dekha jayega

Sochana kya jo bhi hoga dekha jayega

Kal ke liye aaj khona khona

Aaj ye na kal aayega

Saath hain hum sub isase badi kya khushi

Saath hain hum sub isase badi kya khushi

Thoda muskurao thoda gungunao

Isika hain naam zindagi

Sath hain hum sub isase badi kya khushi

Koi na jane kab aa jaye ghadi bichhad jane ki

Sochana kya jo bhi hoga dekha jayegaSochana kya jo bhi hoga dekha jayega

Kal ke liye aaj khona khona

Aaj ye na kal aayega

Wo hain ensaan haste gaate jo jiye

Wo hain ensaan haste gaate jo jiye

Zindagi salamat pyar ki hai

Kimat aur hame kya chahiye

Woh hain ensaan haste gaate jo jiye

Seharo mein chaman pathhar mein

Bahar hoti hain uske liye

Sochana kya jo bhi hoga dekha jayega

Sochana kya jo bhi hoga dekha jayega

Kal ke liye aaj khona khona

Aaj ye na kal aayega

Sochana kya jo bhi hoga dekha jayega

Jo hona hoga hoga

Wohi sochake tu kya payega

La la lala

Post a Comment

0 Comments