Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Yeh Kaisa Nasha Nasha Lyrics

Yeh Kaisa Nasha Nasha Lyrics

 Yeh Kaisa Nasha Nasha Lyrics 

Yeh kaisa nasha nasha hai

Yeh dhadkan meri jawan hai

Yeh kaisa nasha nasha hai

Yeh dhadkan meri jawan hai

Saanson mein bas ja tu meri

Dil mein utha tufan hai

Yeh kaisa nasha nasha hai

Yeh dhadkan meri jawan hai

Saanson mein bas ja tu meri

Dil me utha tufan hai

Yeh kaisa nasha nasha hai

Yeh dhadkan meri jawan hai

Aise na dekho mujhko piya

Ghabra raha hai mera jiya

Tumse yeh dil keh raha hai

O o o chhodo sanam

Yeh sharmo haya

Yeh pyar hai na koyi naya

Sadiyon ka yeh silsila hai

Aalam hai yeh bekhudi ka

Dil mere bas me kaha hai

Yeh kaisa nasha nasha haiYeh dhadkan meri jawan hai

Yeh kaisa nasha nasha hai

Aise na lo tum angdaiya

Badne lagi hain betabiya

Mausam bhi hai aashikana

Ho o o yeh raat aur yeh tanhaiya

Dasne lagi hain purwaiya

Mushkil hai abh dor jana

Main na bhi tumse kahu toh

Woh tum samajhna ke han hai

Yeh kaisa nasha nasha hai

Yeh dhadkan meri jawan hai

Yeh kaisa nasha nasha hai

Yeh dhadkan meri jawan hai

Sanso me basja tu meri

Dil mein utha tufan hai

Yeh kaisa nasha nasha hai

Yeh dhadkan meri jawan hai

Sanso mein basja tu meri

Dil mein utha tufan hai

Um hum hum hum hum

Um hum hum

Post a Comment

0 Comments