Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Duniya Main Sabse Lyrics

Duniya Main Sabse Lyrics

 Duniya Main Sabse Lyrics 

Duniya mein sabse

Jo gahra nasha hai

Aisa nasha jo kabhi

Nahi utra hai

Kya hai wo nasha

Hai usi ko pata

Jise pyar hua hai

Pyar sanso mein aandhi hai

Pyar dhadkan mein tufa hai

Pyar aankho ki masti

Pyar milne ka arman

Pyar sanso mein aandhi hai

Pyar dhadkan mein tufa hai

Pyar aankho ki masti

Pyar milne ka arman

Duniya mein sabse

Jo gahra nasha hai

Aisa nasha jo

Kabhi nahi utra hai

Kya hai wo nasha

Hai usi ko pata

Jise pyar hua hai

Pyar shola jaha jaye

Tann jalaye man jalaye

Pyar jalwa jindagi ka

Nahi chupta jo chupaye

Duniya mein sabse

Jo gahra nasha hai

Aisa nasha jo

Kabhi nahi utra hai

Kya hai wo nasha

Hai usi ko pata

Jise pyar hua hai

Pyar raho ka sathi

Pyar manjil ka taraPyar ki pyari khushiya

Pyar ka gum bhi pyara

Pyar raho ka sathi

Pyar manjil ka tara

Pyar ki pyari khushiya

Pyar ka gum bhi pyara

Tum bhi sharabi

Aur wo bhi sharabi

Ek hai tum

Dono ki kharabi

Tumne kaha hai

Ye pyar nasha

Nahi sach ye jara bhi

Pyar mein koi jite

Pyar mein koi hare

Pyar hai dil ki baji

Pyar ko samjho pyare

Pyar mein koi jite

Pyar mein koi hare

Pyar hai dil ki baji

Pyar ko samjho pyare

Pyar chahe to hasaye

Pyar chahe to rulaye

Pyar kya hai bolo tumhe

Kaise koi samjhaye

Duniya mein sabse

Jo gahra nasha hai

Aisa nasha jo

Kabhi nahi utra hai

Kya hai wo nasha

Hai usi ko pata

Jise pyar hua hai

Pyar hota hai bazi

Pyar se ab kya darna

Pyar mein jo jinda hai

Pyar mein unko marna

Post a Comment

0 Comments