Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Kahin Na Kahin Lyrics

Kahin Na Kahin Lyrics

 Kahin Na Kahin Lyrics 

Kahin na kahin hai woh deewani

Mujhse abhi hai anjaani

Kahin na kahin hai woh deewani

Mujhse abhi hai anjaani

Oh aayegi kabhi to saamne woh

Mera khwaab meri zindagaani

Kahin na kahin hai woh deewana

Mujhse abhi hai anjaana

Oh aayega kabhi to saamne woh

Khwaabo mein hai jiska aana jana

Kahin na kahin hai woh deewana

Mujhse abhi hai anjaana

Uske labo pe bikhri hai laali

Khushboo hai uski sandali

Mehki bahaare behke nazare

Woh muskurake jab chali

Haa aankhon mein kaajal zulfon mein badal

Sab rang us mein hai chhupaKahin na kahin hai woh deewana

Mujhse abhi hai anjaana

Oh aayega kabhi to saamne woh

Khwaabo mein hai jiska aana jana

Kahin na kahin hai woh deewana

Mujhse abhi hai anjaana

Kya chaahti hoon kya sochti hoon

Usko nahi hain kuch khabar

Main rok loongi raahon mein usko

Bach ke woh jaayega kidhar

Jaagi na sooyi yaadon mein khoyi

Ye kya mujhe ho gaya

Kahin na kahin hai woh deewani

Mujhse abhi hai anjaani

Kahin na kahin hai woh deewana

Mujhse abhi hai anjaana

Oh aayegi kabhi to saamne woh

Mera khwaab meri zindagaani

Post a Comment

0 Comments