Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Kya Zamana Aagaya Lyrics

Kya Zamana Aagaya Lyrics

Kya Zamana Aagaya Lyrics 

Kya zamana aagaya

Kya zamana aagaya

Kya zamana aagaya

Kya zamana aagaya

Rote rote rote rote rote rote

Mushkurana aa gaya

Mushkurana aa gaya

Kya zamana aagaya

Kya zamana aagaya

Khushiya tuje mubarak ho

Gham saare mujhe mil jaye

Khushiya tuje mubarak ho

Gham saare mujhe mil jaye

Hai ye dua tera dil mein

Pyar ki kaliya khil jaye

Ji chahe mein wafa ka

Tujhe pesh karu nazrana

Kya zamana aagaya

Kya zamana aagaya

Kya zamana aagaya

Kya zamana aagaya

Yaar tu kismat wala haiTujhko mila dildara tera

Yaar tu kismat wala hai

Tujhko mila dildara tera

Teri murade rab ne suni

Tujh ko mila hai pyar tera

Apno ki mahefil mein

Main lagane laga begana

Kya zamana aagaya

Kya zamana aagaya

Kya zamana aagaya

Kya zamana aagaya

Kitni mohabbat hai tujhse

Is duniya ko bata du main

Kitni mohabbat hai tujhse

Is duniya ko bata du main

Hai ye tamanna is dil ki

Yaar pe jaan lutadu main

Na tutega yaar tera mera yarana

Kya zamana aagaya

Kya zamana aagaya

Kya zamana aagaya

Kya zamana aagaya.

Post a Comment

0 Comments