Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Meri Duniya Mein Aana Lyrics

Meri Duniya Mein Aana Lyrics

 Meri Duniya Mein Aana Lyrics 

Meri duniya mein aana

Na jaana kabhi phir sanam

Mujhe apna banaana

Na jaana kabhi phir sanam

Meri duniya mein aana

Na jaana kabhi phir sanam

Mujhe apna banaana

Na jaana kabhi phir sanam

Tere khayaalo mein khoyi rahu

Abb toh main shaamo sahar

Tanaha rahu ya rahu bhid mein

Dhundhe tujhe hi nazar

Tere khayaalo mein khoyi rahu

Abb toh main shaamo sahar

Tanaha rahu ya rahu bhid mein

Dhundhe tujhe hi najar

Abb tere bin dil lagata nahin

Abb tere bin dil lagata nahin

Main kya karun

Main kya karun

Nazaro mein basaana

Na jaana kabhi phir sanam

Mujhe apna banaana,Na jaana kabhi phir sanam

Tere mere darmiya dilruba

Abb pyaar hi pyaar ho

Dekhu falak chaahe dekhu

Zameen tera hi didar ho

Tere mere darmiya dilruba

Abb pyaar hi pyaar ho

Dekhu falak chaahe dekhu

Zameen tera hi didar ho

Marke na chhute aise teri

Marke na chhute aise

Teri baahe dharu

Main kya karun

Meri duniya mein aana

Na jaana kabhi phir sanam

Mujhe apna banaana

Na jaana kabhi phir sanam

Meri duniya mein aana

Na jaana kabhi phir sanam

Mujhe apna banaana

Na jaana kabhi phir sanam

Post a Comment

0 Comments