Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Meri Hasraton Ka Janaza Lyrics

Meri Hasraton Ka Janaza Lyrics

 Meri Hasraton Ka Janaza Lyrics 

Meri hasraton ka janaza utha ke

Meri hasraton ka janaza utha ke

Tumhein kya milaa haaye mujhko mitake

Meri hasraton ka janaza utha ke

Tumhein kya milaa haaye mujhko mitake

Meri hasraton ka janaza utha ke

Gham e zindagi mein jeeye jaa rahe hain

Ashqo ko hum yun peeye jaa rahe hain

Gham e zindagi mein jeeye jaa rahe hain

Ashqo ko hum yun peeye jaa rahe hain

Aashiyaan bana kar tumne ujada

Mujh badnaseeb ko baimoat mara

Tumhein kya milaa haaye mujhko jalake

Tumhein kya milaa haaye mujhko mitake

Meri hasraton ka janaza utha ke

Saahil se sahera ko jaa rahe hain

Tumhein pyaar karke pachhta rahe hainSaahil se sahera ko jaa rahe hain

Tumhein pyaar karke pachhta rahe hain

Kurbat mein thi tu hi sahara

Na manzil mili na mila hai kinara

Tumhein kya milaa haaye mujhko satake

Tumhein kya milaa haaye mujhko mitake

Meri hasraton ka janaza utha ke

Raahon se teri door jaa rahe hain

Duaan dil ke hum toh kiye jaa rahe hain

Raahon se teri door jaa rahe hai

Duaan dil ke hum toh kiye jaa rahe hain

Khushiyan mubarak tum ko aye yaara

Kise dosh de to kismat ka sara

Hum to chale tu rahe ghar basake

Tumhein kya milaa haaye mujhko mitake

Meri hasraton ka janaza utha ke

Tumhein kya milaa haaye mujhko mitake

Meri hasraton ka janaza utha ke

Post a Comment

0 Comments