Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Pagal Man Mera Lyrics

Pagal Man Mera Lyrics

 Pagal Man Mera Lyrics 

Pagal man mera prem deewana

Pagal man mera prem deewana

Prem ka bandhan tod na jaana

Prem ka bandhan tod na jaana

Pagal man mera prem deewana

Pagal man mera prem deewana

Pagal man mera prem deewana

Hey pagal man mera prem deewana

Prem ka bandhan tod na jaana

Na jaana na jaana na jaana na jaana

Pagal man mera prem deewana

Pagal man mera prem deewana

Ddd disco ddd disco

Hare raama hare raama hare raama

Disco ddd disco

Parshin teri rahat ko main

Ik pal tere bin reh na sakoon main

Kya kya kehna chahun tujhse

Kya kya kehna chahun tujhse

Tu jo mile kuch keh na sakun main

Are abhi bhi aap wahin tange hain

Jaise record main koi sui phas gayi ho

Mujhe copy karne ki koshis to karo

Kaise aise

Pa pa paa papa pa papa

Parshin teri rahat ko main

Ik pal tere bin reh na saku main

Kya kya kehna chahun tujhse

Tu jo mile kuch keh na sakun main

Sakun main sakun main

Pagal man mera prem deewana

Pagal man mera prem deewana

Prem ka bandhan tod na jaana

Na jaana na jaana na jaana na jaana

Pa pa paa papa pa papa

Haay lovley hot and beauty

Phisali bhi to kahan par phisali

Pagle ki na ban tu pagli

Kaam bana to neeyat badali

Haay lovley hot and beauty

Phisali bhi to kahan par phisali

Pagle ki na ban tu pagli

Kaam bana to neeyat badali

Badali badali badali

Pagal man mera prem deewana

Hey pagal man mera prem deewana

Prem ka bandhan tod na jaana

Na jaana na jaana na jaana na jaana

Ddd disco ddd disco

Hare raama hare raama hare raama

Disco ddd disco

Dard ye dil ka dil pahechane

Ghayal ki gati ghayal jaane

Meri teri preet puraani

Meri teri preet puraani

Tu ye maane ya na maane

Pa pa paa papa pa papa

Dard ye dil ka dil pahechane

Ghayal ki gati ghayal jaane

Meri teri preet puraani

Tu ye maane ya na maane

Na maane na maane na maane

Pagal man mera prem deewana

Hey pagal man mera prem deewana

Prem ka bandhan tod na jaana

Pagal man mera prem deewana

Hey pagal man mera prem deewana

Prem ka bandhan tod na jaana

Na jaana na jaana na jaana na jaana.

Post a Comment

0 Comments