Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Samne Baithi Raho Lyrics

Samne Baithi Raho Lyrics

 Samne Baithi Raho Lyrics 

Samne baithi raho

Dil ko karar aayega

Samne baithi raho

Dil ko karar aayega

Bada betab hai

Thoda to sambhal jayega

Aise na dekho sanam

Mujhko saram aati hai

Tezz dhadkan hai

Meri aankh zuk jati hai

Aise na dekho sanam

Mujhko saram aati hai

Roz aati ho meri

Jaan chali jati ho

Aane jaane mein

Sab waqt guzar jata hai

Har jaga dekhta rehta hu

Tumhara chehra

Meri nazaro ko na kuch

Aur nazar aata hai

Samne baithi raho

Dil ko karar aayegaBada betab hai

Thoda to sambhal jayega

Aise na dekho sanam

Mujhko saram aati hai

Kyu mere husn ki

Tarif kiya karte ho

Had se bhi jyada na ho jau

Mein majabur kahi

Aisi halat mein na

Koi khata ho jaaye

Aisi baato se na ho jau

Mein majabur kahi

Aise na dekho sanam

Mujhko saram aati hai

Tezz dhadkan hai

Meri aankh zuk jati hai

Samne baithi raho

Dil ko karar aayega

Bada betab hai

Thoda to sambhal jayega

Aise na dekho sanam

Mujhko saram aati hai

Post a Comment

0 Comments