Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Tukda Main Tere Dil Ka Lyrics

Tukda Main Tere Dil Ka Lyrics

 Tukda Main Tere Dil Ka Lyrics 

Tukda main tere dil ka

Aye maa tu aake mil jaa

Tukda main tere dil ka

Aye maa tu aake mil jaa

Jahan bhi tu hain

Sada sukha se rahein yahi hain duaa

Tukda main tere dil ka

Aye maa tu aake mil jaa

Sabki hain maa kaun

Mera yahan jo baate gham mera

Main besahara hoon

Phirta awaara hoon ghutta dam mera

Sabki hain maa kaun

Mera yahan jo baate gham mera

Main besahara hoon

Phirta awaara hoon ghutta dam mera

Chhod ke gayi maa

Jaane tu kahan ab laut aa

Tukda main tere dil ka

Aye maa tu aake mil jaaJahan bhi tu hain

Sada sukha se rahein yahi hain duaa

Tukda main tere dil ka

Aye maa tu aake mil jaa

Dil jab machalata hain

Aansoo nikalta hain teri yaad main

Khudko manata hoon

Hasta hoon gaata hoon rone ke baad main

Dil jab machalata hain

Aansoo nikalta hain teri yaad main

Khudko manata hoon

Hasta hoon gaata hoon rone ke baad main

Mujhke manane waali

Seene se lagane wali aabhi jaa

Tukda main tere dil ka

Aye maa tu aake mil jaa

Jahan bhi tu hain

Sada sukha se rahein yahi hain duaa

Tukda main tere dil ka

Aye maa tu aake mil jaa

Post a Comment

0 Comments