Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Yun To Nazar Baaz Toone Lyrics

Yun To Nazar Baaz Toone Lyrics

 Yun To Nazar Baaz Toone Lyrics 

Yun to nazar baaz toone

Ki hain nazar baaziya

Mujhse bhi nazare millo

Dekha mera bhi samma

Yun to nazar baaz toone

Ki hain nazar baaziya

Mujhse bhi nazare millo

Dekha mera bhi samma

Sada sa rang hain

Sada da roop hain

Kaajal mein rang heena

Par ye kalayi dekho na

Kangana bina hi khanke

Mathe ki chandani sajana

Bindiya bina hi chamake

Ye to sahi hain ki maine

Ki hain maine nazar baaziya

Par tujhse nazare millake

Dekha ajab hi samma

Kehene ke liye sada sa roop hain

Kaajal ne range heena

Par ye kalayi dekho na

Kangana bina hi khanke

Ho mathe ki chandani meri jaa

Bindiya bina hi chamake

Ye sab to hain par sun lo sanam

Mujh par to hain dil harzaro kaam

Ye sab to hain par sun lo sanam

Mujh par to hain dil harzaro kaam

Lekin tujhi par marti hoon main

Sab khel hain ye sitaaron kaMuqadaar se tu mili hain mujhe

Yunhi chhod dun main kaise tumhe

Main bhi ajeeb hoon khusnaseeb hoon

Paaya tujhe jaane jaa

Tabi to kalayi dekho na

Kangana bina hi khanke

Mathe ki chandani sajana

Bindiya bina hi chamake

Maano agar tum jaane jahaan

To aaj se main tumhara hoon

Maano agar tum jaane jahaan

To aaj se main tumhara hoon

Jyaada nahi kam kam hi sahi

Main bhi magar tumko pyara hoon

Main aisi lagu ke waisi lagu

Zara sach kaho main kaisi lagu

Sada da rang hain sada sa roop hain

Kaajal na range heena

Par ye kalayi dekho na

Kangana bina hi khanke

Mathe ki chandani meri jaa

Bindiya bina hi chamake

Yun to nazar baaz toone

Ki hain nazar baaziya

Par tujhse nazare millake

Dekha ajab hi samma

Phir bhi kalayi dekho na

Kangana bina hi khanke

Mathe ki chandani sajana

Bindiya bina hi chamake

Mathe ki chandani meri jaa

Bindiya bina hi chamake

Post a Comment

0 Comments