Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Aaja Re Saathiya Lyrics

Aaja Re Saathiya Lyrics

 Aaja Re Saathiya Lyrics 

O mitwa mitwa mitwa

Aaja re aaja re sathiya sathiya

Chahat ke aangan ke tu sajna

Maine chaha tujhe maine pooja tujhe

Man ke mandir mein hai tu sajna

Dil ki dhadkan mein hai tu jane ja

Chahat ke gulshan mein tu jane ja

Maine chaha tujhe maine pooja tujhe

Meri sanso ki sargum mein tu jane ja

Dil ki dhadkan mein hai tu sajna

Chahat ke gulshan mein tu jane ja

Har janam mein mere sajna

Teri main banke rahu

Har janam mein mujhe ek hi kam ho

Mere hotho pe hardam tera nam ho

Tu nazar hai tu jigar hai

Tu hai meri humsafar

Aankho mein sanso mein tu sajnaKhwabo khyalo mein tu sajna

Dil ki dhadkan mein hai tu sajna

Chahat ke gulshan mein tu jane ja

Chal kahi apni basti basa le sanam

Pyar ke gaav mein ghar bana le sanam

Ruthe dunia chute duniya

Na ruthna tu sanam

Pyar ka deep jalta hai jalta rahe

Silsila pyar ka yuhi chalta rahe

Tu mera sapna tu mera apna

Tu mera hai khuda

Phulo baharo mein tu jane ja

Sare nazaro mein tu jane ja

Dil ki dhadkan mein hai tu sajna

Chahat ke aagan mein tu sajna

Dil ki dhadkan mein hai tu jane ja

Chahat ke aagan mein tu jane ja

Maine chaha tujhe maine pooja tujhe

Man ke mandir mein hai tuhi tu sajna.

Post a Comment

0 Comments