Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Aankhen Bandh Karke Lyrics

Aankhen Bandh Karke Lyrics

 Aankhen Bandh Karke Lyrics 

Aankhein bandh karke jo ik chehra naza aaya

Woh tumhi ho eh sanam woh tumhi ho eh sanam

Woh tumhi ho… eh sanam woh tumhi ho eh sanam

Jisse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya

Woh tumhi eh sanam woh tumhi ho eh sanam

Aankhein bandh karke jo ik chehra naza aaya

Aankhein bandh karke jo ik chehra naza aaya

Woh tumhi ho eh sanam woh tumhi ho eh sanam

Tumhi jaanejaana mere pyaar ka sapna

Dil ne mere maana dilbar tumhein apna

Tumhi jaanejaana mere pyaar ka sapna

Dil ne mere maana dilbar tumhein apna

Mere yaar pe mere yaar pe hai mujhko bada hi naaz

Meri chaahton se tum

Meri chaahton se tum na karna kabhi aitraaz

Aankhein bandh karke jo ik chehra naza aaya

Aankhein bandh karke jo ik chehra naza aaya

Woh tumhi ho eh sanam woh tumhi ho eh sanam

Zindagi hai tujhse mera ishq kehta hai

Tu meri saason mein har waqt rehta hai

Zindagi hai tujhse mera ishq kehta hai

Tu meri saason mein har waqt rehta hai

Mera khwaab tu mera khwaab tu hai tuhi meri parwaaz

Meri chaahton se tum

Meri chaahton se tum na karna kabhi aitraaz

Aankhein bandh karke jo ik chehra naza aaya

Aankhein bandh karke jo ik chehra naza aaya

Woh tumhi ho eh sanam woh tumhi ho eh sanam

Jisse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya

Jisse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya

Woh tumhi ho eh sanam woh tumhi ho eh sanam

Post a Comment

0 Comments