Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Dil Tera Deewana Hai Lyrics

Dil Tera Deewana Hai Lyrics

 Dil Tera Deewana Lyrics 

Dil tera deewana, hai dil tera deewana

Chori chori tera mera ban gaya afsana

Dil tera deewana, hai dil tera deewana

Chori chori tera mera ban gaya afsana

Meri jaane jaana mere paas aana

Ho mere jaane jaana mere paas aana

Apne aashiq ko tadpake na jana

Haaye dil tera deewana,

Hai dil tera deewana

Chori chori tera mera ban gaya afsana

Mere jaanejaana mere paas aana

Ho mere jaanejaana mere paas aana

Apni jaanam ko tadpake na jana

Dil tera deewana, hai dil tera deewana

Chori chori tera mera ban gaya afsana

Kiya hai pyar kiya hai,

Maine ikraar kiya hai

Meri jaan raat khwaabon

Mein tera deedar kiya hai

Aji kya khub mila hai,

Jawaan mahebub mila hai

Meri dhadkan ki jawani,

Meri chaahat ka sila hai

Ho sama hai suhana bada aashiqana

Ho sama hai suhana bada aashiqanaAise mausam mein tu mujhko bahka na

Ho dil tera deewana, hai dil tera deewaana

Chori chori tera mera ban gaya afsana

Tera jalwa nigahon mein,

Tujhe manga duwao mein

Meri jannat meri duniya

Mere dilbar ki baahon mein

Jamin hai asmaan tu hai,

Jahaan dekhu wahaan tu hai

Kitaab-e-ishq mein hum dum,

Meri toh dastaan tu hai

Jane jane jamana ishq sadiyon purana

Ho jane jane jamana ishq sadiyon purana

Diya maine tujhe chaahat ka nazrana

Dil tera deewana, hai dil tera deewana

Chori chori tera mera ban gaya afsana

Dil tera deewana, hai dil tera deewana

Chori chori tera mera ban gaya afsana

Meri jaane jaana mere paas aana

Ho mere jaane jaana mere paas aana

Apne aashiq ko tadpake na jana

Haaye dil tera deewana

Hai dil tera deewana

Ho dil tera deewana

Hai dil tera deewana

Post a Comment

0 Comments