Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Kanta Lage Nikal Jaye Lyrics

Kanta Lage Nikal Jaye Lyrics

 Kaanta Lage Na Lag Ja Lyrics 

Kanta lage nikal jaaye

Magar na nikale nazar ka teer

Kanta lage nikal jaaye

Magar na nikale nazar ka teer

Kanta lage nikal jaaye

Magar na nikale nazar ka teer

Bach jaaye yaa mar jaaye

Ye aashiq ki taqadir

Kanta lage nikal jaaye

Magar na nikale nazar ka teer

Kanta lage nikal jaaye

Magar na nikale nazar ka teer

Ye duniya jaane na jaane

Ham ek duje ke deewane

Ye duniya jaane na jaane

Ham ek duje ke deewane

Dil me teri yaad sanam

Aankho mein teri tasvir

Kanta lage nikal jaaye

Magar na nikale nazar ka teer

Kanta lage nikal jaaye

Magar na nikale nazar ka teer

Phul kahi kahi ye khilta hai

Pyaar kahaa sab ko milta haiPhul kahi kahi ye khilta hai

Pyaar kahaa sab ko milta hai

Kisi kisi ke haath mein hoti

Hai ye prem lakir

Kanta lage nikal jaaye

Magar na nikale nazar ka teer

Kanta lage nikal jaaye

Magar na nikale nazar ka teer

Ye duniya hai bhul bhulaiyaa

Thaam le saiya meri baiya

Ye duniya hai bhul bhulaiyaa

Thaam le saiya meri baiya

Ham dono phir bichhad

Na jaaye tu raajhaa mai hir

Kanta lage nikal jaaye

Magar na nikale nazar ka teer

Kanta lage nikal jaaye

Magar na nikale nazar ka teer

Bach jaaye yaa mar jaaye

Ye aashiq ki taqadir

Kanta lage nikal jaaye

Magar na nikale nazar ka teer

Kanta lage nikal jaaye

Magar na nikale nazar ka teer

Post a Comment

0 Comments