Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Kehti Hai Dil Ki Lagi Lyrics

Kehti Hai Dil Ki Lagi Lyrics

 Kehti Hai Dil Ki Lagi Lyrics 

Kehati hain dil ki lagi ho ja tu aaj meri

Kehati hain dil ki lagi ho ja tu aaj meri

Ha ha ha main toh hoon deewaana tera

Koyi bhi bahaana

Tera abb na chalega meri jaan

Na na na chhuna na

Pyaar mein yun khona na

Aa hogi ruswaayi meri

Achchhi nahin jid yeh teri

Kaise samjhaau jaaneja

Na na na chhuna na

Pyaar mein yun khona na

Husn jawaan hai ishq jawaan hain

Hum don ko hosh kahaan hain

Husn jawaan hai ishq jawaan hain

Hum don ko hosh kahaan hain

Ik nayi duniya mein kho jaaye

Aao hum tum ek ho jaaye

Hogi ruswaayi meri

Achchhi nahin jid yeh teri

Kaise samjhaau jaaneja

Na na na chhuna naPyaar mein yun khona na

Jo tere dil mein wahin mere dil mein

Pad gayi main toh haay mushkil mein

Jo tere dil mein wahin mere dil mein

Pad gayi main toh haay mushkil mein

Thodi si meri majburiya hai is liye

Sajana yeh duriya hai

Main toh hoon deewaana

Tera koyi bhi bahaana tera

Abb na chalega meri jaan

Na na na chhuna na

Pyaar mein yun khona na

Aa hogi ruswaayi

Meri achchhi nahin jid yeh teri

Kaise samjhaau jaaneja

Na na na chhuna na

Pyaar mein yun khona na

Main toh hoon deewaana tera,

Koyi bhi bahaana tera

Abb na chalega meri jaan

Na na na chhuna na

Ha ha ha na jaana

Post a Comment

0 Comments