Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Main Kitna Pyar Karta Hoon Lyrics

Main Kitna Pyar Karta Hoon Lyrics

 Main Kitna Pyar Karta Hoon Lyrics 

Kya kahoon tujhse

Main kitna pyar karta hoon

Kya kahoon tujhse

Main kitna pyar karta hoon

Sabse jiyada tujhpe

Aitbaar karta hoon

Sabse jiyada tujhpe

Aitbaar karta hoon

Kya kahoon tujhse

Main kitna pyar karti hoon

Rab se jiyada tujhpe

Aitbaar karti hoon

Rab se jiyada tujhpe

Aitbaar karti hoon

Rup aankho pe tera

Yu chha gaya

Kuchh nazar aata nahi

Tere siwa

Rup aankho pe tera

Yu chha gaya

Kuch nazar aata nahi

Tere siva

Hal mera bhi kuchh

Aisa ho gaya

Dekhti hoon jab kabhi

Main aaina

Aaine mein bhi

Tera didar karti hoon

Rab se jiyada tujhpe

Aitbaar karti hoon

Rab se jiyada tujhpe

Aitbaar karti hoon

Aisa lagta hai dile betab ko

Tum hamesha se hiMere sath ho

Aisa lagta hai dile betab ko

Tum hamesha se hi

Mere sath ho

Nind bhi aati nahi

Ab raat ko

Bhoonl baitha hoon

Main apne aapko

Yaad ek pal mein tujhe

Sau bar karta hoon

Sabse jiyada tujhpe

Aitbaar karta hoon

Sabse jiyada tujhpe

Aitbaar karta hoon

Dard ye khoond hi

Dawa ban jayega

Dard ye dil ka

Saha na jayega

Dard ye khoond hi

Dawa ban jayega

Pyar kitne din

Hame tadpayega

Ek din apna milan

Ho jayega

Main usi din ka to

Intezar karti hoon

Rab se jiyada tujhpe

Aitbaar karti hoon

Rab se jiyada tujhpe

Aitbaar karti hoon

Kya kahoon tujhse

Main kitna pyar karta hoon

Sabse jiyada tujhpe

Aitbaar karta hoon

Post a Comment

0 Comments