Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Maine Pyar Kar Liya Lyrics

Maine Pyar Kar Liya Lyrics

 Maine Pyar Kar Liya Lyrics 

Dile nadan pe is beiman pe

Ho etbar kar liya nahi karna tha

Maine pyar kar liya nahi karna tha

Dile nadan pe is beiman pe

Ha etbar kar liya nahi karna tha

Maine pyar kar liya nahi karna tha

Hum tum na milte to thik hota

Ye dard na dil ke najdik hota

Hum tum na milte to thik hota

Ye dard na dil ke najdik hota

Tum se gale milke teer koi dil ke

Ho aar par kar liya

Maine pyar kar liya nahi karna tha

Dile nadan pe is beiman pe

Ho etbar kar liya nahi karna tha

Maine pyar kar liya nahi karna tha

In soye tufano ko jagayaKyu dil ke armano ko jagaya

In soye tufano ko jagaya

Kyu dil ke armano ko jagaya

Ji or jaan ko sare jahan ko

Ho bekarara kar liya

Maine pyar kar liya nahi karna tha

Aasu kharide muskan de di

Dil kya diya maine jaan de di

Aasu kharide muskan de di

Dil kya diya maine jaan de di

Is rup rang ko ane ang ang ko

Ho gunhegar kar liya

Maine pyar kar liya nahi karna tha

Dile nadan pe is beiman pe

Ho etbar kar liya nahi karna tha

Maine pyar kar liya nahi karna tha

Ho etbar kar liya nahi karna tha

Maine pyar kar liya nahi karna tha

Post a Comment

0 Comments