Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Mil Gaye Dil Lyrics

Mil Gaye Dil Lyrics

 Mil Gaye Dil Lyrics 

Mil gaye dil ab to khulke mil zara

Mil gaye dil ab to khulke mil zara

Na ji na

Na ji na ye kam hain mushkil zara

Jan le le de de wapas dil zara

Naa ji na ye kam hain mushkil zara

Mil gaye dil ab to khulke mil zara

Na ji na ye kam hain mushkil zara

Hath mera chhod saiya

Sharm se main mar chali

Hath mera chhod saiya

Sharm se main mar chali

Tu hai koi tej kaata

Main badi najuk kali

Najuk kali main najuk kali

Ai kali ab phool banke khil zara

Na na na na

Na ji na ye kam hai mushkil zara

Mil gaye dil ab to khulke mil zara

Na ji na ye kam hai mushkil zara

Laut jau ya main barsu

Banke sawan ki jhadi

Laut jau ya main barsuBanke sawan ki jhadi

Kya karu jau kaha main

Raste mein hoon khadi

Raste mein hoon khadi

Main hoon khadi

Badhke chhu le apni tu manzil zara

Na na na na

Na ji na ye kam hai mushkil zara

Mil gaye dil ab to khulke mil zara

Na ji na ye kam hai mushkil zara

Ek bas teri tamanna

Dil ke har arman mein

Ek bas teri tamanna

Dil ke har arman mein

Aa zara le jaye kashti

Pyar ke tufan mein

Tufan mein tufan mein

Chhod tufan ko dikha sahil zara

Na na na na

Na ji na ye kam hain mushkil zara

Jaan le le de de wapas dil zara

Naa ji na ye kam hain mushkil zara

Mil gaye dil ab to khulke mil zara

Na ji na ye kam hai mushkil zara

Post a Comment

0 Comments