Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Odh Li Chunariya Lyrics

Odh Li Chunariya Lyrics

 Odh Li Chunariya Lyrics 

Odh le chunariya tere naam ki

Tere pyaar mein doob gaye hain

Hum khud ko hi bhool gaye hain

O mere dildaar

Odh le chunariya tere naam ki

Odh le chunariya tere naam ki

Chaahe duniya jo bhi

Sochay humko karna pyaar

Pyaar kiya to darna kya

Jab pyaar kiya to darna kya

Odh le chunariya

Tune mere naam ki

Odh le chunariya

Tune mere naam ki

Chaahe duniya jo bhi

Sochay humko karna pyaar

Pyaar kiya to darna kya

O jab pyaar kiya to darna kya

Odh le chunariya tere naam ki

Tanha tanha tha ye dil

Khoya soya tha ye dil

Bechaini ka aalam tha

Soona mann ka aangan tha

Jabse tumho mile

Mit gaye sab gile

Jabse tumho mile

Mit gaye sab gile

Maine bhi tey kiya haiAayegi teri doli mere hi angna

Odh le chunariya

Tune mere naam ki

Odh le chunariya

Tune mere naam ki

Chaahe duniya jo bhi

Sochay humko karna pyaar

Pyaar kiya to darna kya

O jab pyaar kiya to darna kya

Odh le chunariya tere naam ki

Tauba tauba ye aankhein

Kehti hain saw saw baatein

Jaane kaisa jaadu hai

Mera dil beqaabu hai

Rabse jab maanga

Bas tujhe maanga

Rabse jab maanga

Bas tujhe maanga

Pyaar ki bindiya chamka de tu

Mujjhko kangan pehna de tu

Karde shagun sajna

Odh le chunariya tere naam ki

Odh le chunariya tere naam ki

Chaahe duniya jo bhi

Sochay humko karna pyaar

Pyaar kiya to darna kya

O jab pyaar kiya to darna kya

Odh le chunariya tere naam ki

Post a Comment

0 Comments