Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Pyar Mein Hota Hai Lyrics

Pyar Mein Hota Hai Lyrics

 Pyar Mein Hota Hai Lyrics 

Pyar mein hota hai kya jaadu

Tu jaane ya main jaanu

Pyar mein hota hai kya jaadu

Tu jaane ya main jaanu

Rehta nahi kyun dil par kaboo

Tu jaane ya main jaanu

Pyar mein hota hai kya jaadu

Tu jaane ya main jaanu

Gun gun kerta kyun phirta hai

Koi bhawra baghon mein

O gun gun kerta kyun phirta hai

Koi bhawra baghon mein

Kyun hoti hai phool mein khushaboo

Tu jaane ya main jaano

Pyar mein hota hai kya jaadu

Tu jaane ya main jaanu

Chandni raatein ho toh chakori

Pagal si kyun hoti hain

Chandni raatein ho toh chakoriPagal si kyun hoti hain

Jungle mein koyal ki ku ku

Tu jaane ya main jaanu

Pyar mein hota hai kya jaadu

Tu jaane ya main jaanu

Jaisay haryaali aur sawan

Jaisay bharkha aur badal

O jaisay haryaali aur sawan

Jaisay bharkha aur badal

Tere liye main mere liye tu

Tu jaane ya main jaano

Pyar mein hota hai kya jaadu

Tu jaane ya main jaanu

Pyar mein hota hai kya jaadu

Tu jaane ya main jaanu

Rehta nahi kyun dil par kaboo

Tu jaane ya main jaanu

Tu jaane ya main jaanu

Tu jaane ya main jaanu

Post a Comment

0 Comments