Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Tum Kya Jano Lyrics

Tum Kya Jano Lyrics

 Tum Kya Jaano Lyrics 

Tum kya jaano dil karta

Tum se kitna pyaar

Rehta hai mujhko bas

Tumhara intezaar

Aisa hai ye deewanapan

Jab tak na dekhoon

Tum ko aaye na karaar

Lagja mere sine seyaar

Tum kya jaano dil karta

Tum se kitna pyaar

Rehta hai mujhko bas

Tumhara intezaar

Aisa hai ye deewanapan

Jab tak na dekhoon

Tum ko aaye na karaar

Lagja mere sine seyaar

Pehle kabhi tu dil mera

Itna nahin tha deewana

Kya cheez hai deewangi

Paake tujhe mein na jaana

Tujhko dekha tujhko

Chaaha tera ho gaya

Jaanejaana main tere

Khwaabon mein kho gaya

Aa choom loon tujhe baar baarTum kya jaano dil karta

Tum se kitna pyaar

Rehta hai mujhko bas

Tumhara intezaar

Aisa hai ye deewanapan

Jab tak na dekhoon

Tum ko aaye na karaar

Lagja mere sine seyaar

Uff kya sama jawan hai

Aagosh mein chandni hai

Bikhri hai jo yahan wahan

Woh pyaar ki roshni hai

Hai tere hi dam se

Meri chhahat ka jahan

Tera jaisa aashiq

Sabko milta hain kahan

Tujhpe sanam meri jaan nisar

Tum kya jaano dil karta

Tum se kitna pyaar

Rehta hai mujhko bas

Tumhara intezaar

Aisa hai ye deewanapan

Jab tak na dekhoon

Tum ko aaye na karaar

Lagja mere sine seyaar

Post a Comment

0 Comments