Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Aag Lag Jaye Kahi Par To Lyrics

Aag Lag Jaye Kahi Par To Lyrics

 Aag Lag Jaye Kahi Par To Lyrics 

Aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai 

Aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai 

Ud jati hai khabar ishq ho jaye agar

Ud jati hai khabar ishq ho jaye agar

Ishq ho jaye agar to kaha chhupta hai 

Jab samane wo aa jaye to

Jab samane wo aa jaye to

Ye saans jara ruk jati hai 

Ye saans jara ruk jati hai 

Yeh aankh jara jhuk jati hai 

Besabab yun hi ye sar aise kaha jhukata hai 

Besabab yun hi ye sar aise kaha jhukata hainUd jati hain khabar ishq ho jaye agar

Ud jati hain khabar ishq ho jaye agar

Ishq ho jaye agar to kaha chhupta hai 

Aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai 

Aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai 

Is ishq ki kya tarif karu

Dil ka ik arman hai ye

Is ishq ki kya tarif karu

Dil ka ik arman hai ye

Arman nahi tufan hai ye

Rokne se bhi ye tufan kaha rukta hai 

Rokne se bhi ye tufan kaha rukta hai 

Ud jati hain khabar ishq ho jaye agar

Ud jati hain khabar ishq ho jaye agar

Ishq ho jaye agar to kaha chhupta hai 

Aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai 

Aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai 

Aag lag jaye kahi par to dhua uthata hai 

Post a Comment

0 Comments