Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Tawaif Kahan Kisi Se Lyrics

Tawaif Kahan Kisi Se Lyrics

 Tawaif Kahan Kisi Se Lyrics 

Baja berukhi hai ye sarkar ki

Baja berukhi hai ye sarkar ki

Ke main cheez hoon ek bazar ki

Tawaif kahan kisi ke sath

Mohabbat karti hain

Tawaif kahan kisi ke sath

Mohabbat karti hain

Magar jab karti hain

Magar jab karti hain to

Haye qayamat karti hain

Tawaif kahan kisi ke sath

Mohabbat karti hain

Magar jab karti hain to

Haye qayamat karti hain

Tawaif kahan kisi ke sath

Mohabbat karti hain

Gustakhi maf mere lab par

Aaya hain naam srifo ka

Gustakhi maf mere lab par a

Aya hain naam srifo ka

Kehte hain jisko log wafa

Wo to hain kam sarifo ka

Tawaif kahan kisi ke sath

Sarafat karti hain

Tawaif kahan kisi ke sath

Sarafat karti hain

Magar jab karti hain to

Haye qayamat karti hain

Tawaif kahan kisi ke sath

Mohabbat karti hain

Kuchh aur nahi main kar sakti

Bas ruth ke main reh jati hoon

Kuchh aur nahi main kar saktiBas ruth ke main reh jati hoon

Jab log mujhe thukarate hain

To tut ke main reh jati hoon

Tawaif kahan kisi se kabhi

Sikayat karti hain

Tawaif kahan kisi se kabhi

Sikayat karti hain

Magar jab karti hain to

Haye qayamat karti hain

Tawaif kahan kisi ke sath

Mohabbat karti hain

Main laz sharam ke parde se

Phir bahar kabhi na aaungi

Main laz sharam ke parde se

Phir bahar kabhi na aaungi

Bas ek ishara tum kar do

Bas ek ishara tum kar do

Main ghunghat mein

Chhup jaungi

Tawaif kahan tawaif se

Bagawat karti hain

Tawaif kahan tawaif se

Bagawat karti hain

Magar jab karti hain to

Haye qayamat karti hain

Tawaif kahan kisi ke sath

Mohabbat karti hain

Tawaif kahan kisi ke sath

Mohabbat karti hain

Magar jab karti hain to

Haye qayamat karti hain

Tawaif kahan kisi ke sath

Mohabbat karti hain

Post a Comment

0 Comments