Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Woh Tassavur Ka Aalam Lyrics

Woh Tassavur Ka Aalam Lyrics

 Woh Tassavvur Lyrics 

Woh tassavur ka aalam

Woh dil-e-aashiqui

Woh diwaana mausam

Woh teri dillagi

Hamko bada hi kare beqaraar

Woh pyaar pyaar pyaar

Pyaar pyaar pyaar pyaar

Woh tassavur ka aalam

Woh dil-e-aashiqui

Woh tassavur ka aalam

Woh dil-e-aashiqui

Woh diwaana mausam

Woh teri dillagi

Hamko bada hi kare beqaraar

Woh pyaar pyaar pyaar

Pyaar pyaar pyaar pyaar

Woh mohabbat ke din

Woh ghadi woh palchhin

Woh chhalakta mausam

Baarishon ki rhimjhim

Hamko bada hi kare beqaraar

Woh pyaar pyaar pyaar

Pyaar pyaar pyaar pyaar

Saanson ki woh hulchul

Woh mahekta aanchal

Baahon ke woh ghere

Zulf ka woh baadal

Hamko bada hi kare beqaraar

Woh pyaar pyaar pyaar

Pyaar pyaar pyaar pyaar

Woh tera sharmaanaWoh nazar ka jhukna

Jaate jaate tera

Woh achaanak mudna

Hamko bada hi kare beqaraar

Woh pyaar pyaar pyaar

Pyaar pyaar pyaar pyaar

Woh mere bin bole

Tera samajh lena

Woh ishaaron se hi

Baat sab keh dena

Hamko bada hi kare beqaraar

Woh pyaar pyaar pyaar

Pyaar pyaar pyaar pyaar

Woh ladaayi jagde

Baad mein pachhtaana

Roothh ke woh jaana

Laut ke phir aana

Hamko bada hi kare beqaraar

Woh pyaar pyaar pyaar

Pyaar pyaar pyaar pyaar

Woh tassavur ka aalam

Woh dil-e-ashiqui

Woh tassavur ka aalam

Woh dil-e-ashiqui

Woh diwaana mausam

Woh teri dillagi

Hamko bada hi kare beqaraar

Woh pyaar pyaar pyaar

Pyaar pyaar pyaar pyaar

Woh pyaar pyaar pyaar

Pyaar pyaar pyaar pyaar

Post a Comment

0 Comments