You are currently viewing Aise Jalta Hai Jiya Lyrics – Asha Bhosle
Aise Jalta Hai Jiya Lyrics - Asha Bhosle

Aise Jalta Hai Jiya Lyrics – Asha Bhosle

Aise Jalta Hai Jiya Lyrics 

Aaja re aaja re aaja re aa

Aaja re aaja re aaja re aa

Haay

Aise jalata hai jiya, jaise diya

Aise jalata hai jiya, jaise diya

Jina saku abb main tanaha hoon piya

Aise jalata hai jiya, jaise diya

Aise jalata hai jiya, jaise diya

Jina saku abb main tanaha hoon piya

Aise jalata hai jiya

Bechain mere mann ka mayura

Lagata hai tanaha jivan adhura

Tan mein dabi hai biraha ki jwaala

Abb toh pilaade atharon ka pyaala

Trishna pukaare meri sun bairiya

Aise jalata hai jiya, jaise diya

Jina saku abb main tanaha hoon piya

Aise jalata hai jiya

Tu hai akela main hoon akeli

Suni padi hai saari haveli

Betaabiyon ka pal besabar hai

Abb honewaali jaldi sehar hai

Duri mitaade milake aa saathiya

Aise jalata hai jiya, jaise diya

Jina saku abb main tanaha hoon piya

Aise jalata hai jiya

Jiya jiya jiya

Leave a Reply