You are currently viewing Ek Naya Asmaan Lyrics
Ek Naya Asmaan Lyrics 

Ek Naya Asmaan Lyrics

 Ek Naya Asmaan Lyrics 

Ek naya aasman aa gaye do dil jahan

Ek naya aasman aa gaye do dil jahan

Ab hawa bhi nahi tere mere darmayan

Ye zindagi aayi kaha aayi kahan

Ye zindagi aayi kaha aayi kahan

Ek naya aasman aa gaye do dil jahan

Ek naya aasman aa gaye do dil jahan

Ab hawa bhi nahi tere mere darmaya

Ye zindagi aayi kaha aayi kahan

Ye zindagi aayi kaha aayi kahan

Main wahi tum wahi phir bhi sab kuch naya

Ek ajab dhang se dil dhadkane laga

Sanso ki aanch se dil pighal jayega

Yu na dekho mujhe dam nikal jayega

Is kadar bad gayi aaj najdikiya

Is kadar bad gayi aaj najdikiya

Ab hawa bhi nahi, tere mere darmayanYe zindagi ye zindagi aayi kahan aayi kahan

Ye zindagi aayi kaha ye zindagi aayi kahan

Har tamnna kahe bhar lo aaghosh mein

Aaj rahne na do mujhko tum hosh mein

Koi pahra nahi apne jazbat par

Hasrato ki juba bolti hai najar

Kah rahi hai hame hotho ki narmiya

Kah rahi hai hame hotho ki narmiya

Ab hawa bhi nahi, tere mere darmayan

Ye zindagi ye zindagi aayi kahan aayi kahan

Ye zindagi ye zindagi aayi kahan aayi kahan

Ek naya aasma aa gaye do dil jahan

Ek naya aasma, aa gaye do dil jahan

Ab hawa bhi nahi tere mere darmayan

Ye zindagi aayi kahan aayi kahan aayi kahan

Ye zindagi aayi kahan aayi kahan aayi kahan

Leave a Reply