Poems of Parveen Shakir: Parveen Shakir Large collection of poetry, ghazal, Nazm in Urdu, & English. Read more about Parveen Shakir Poetry and Shayari | The Mostly Poplar “Parveen Shakir Poetry in Urdu” Like – Wo toh khushbu hai, hawaon mein bikhar jaayega Masla phool ka hai, phool kidhar jaayega….
Parveen Shakir Poetry & Shayari
Urdu:
ہر وہ شخص اکیلا ہے
جس نے سچی محبت کی
English:
Har woh shakhs akela hai
jisne sacchi mohabbat ki
Urdu:
وہ تو خوش بو ہے ہواؤں میں بکھر جائے گا
مسئلہ پھول کا ہے پھول کدھر جائے گا
English:
Wo toh khushbu hai, hawaon mein bikhar jaayega
Masla phool ka hai, phool kidhar jaayega
Urdu:
حسن کے سمجھنے کو عمر چاہیئے جاناں
دو گھڑی کی چاہت میں لڑکیاں نہیں کھلتیں
English:
Husn ko samajhne ke liye umr chahiye jaanaan
Do ghadi ki chahat mein ladkiyan nahin khulti
Urdu:
میں سچ کہوں گی مگر پھر بھی ہار جاؤں گی
وہ جھوٹ بولے گا اور لا جواب کر دے گا
English:
Main sach kahungi, magar phir bhi haar jaungi
Wo jhoot bolega aur laajawab kar dega
Urdu:
وہ کہیں بھی گیا لوٹا تو مرے پاس آیا
بس یہی بات ہے اچھی مرے ہرجائی کی
English:
Wo kahin bhi gaya, lauta toh mere paas aaya
Bas yahi baat hai achhi, mere harjai ki
Urdu:
کیسے کہہ دوں کہ مجھے چھوڑ دیا ہے اس نے
بات تو سچ ہے مگر بات ہے رسوائی کی
English:
Kaise keh doon ki mujhe chhod diya hai usne
Baat toh sach hai, magar baat hai ruswai ki