Darbaan - Khushmizaaj Lyrics - Arijit Singh, Amartya Bobo Rahut
Darbaan - Khushmizaaj Lyrics - Arijit Singh, Amartya Bobo Rahut

Darbaan – Khushmizaaj Lyrics – Arijit Singh, Amartya Bobo Rahut

Khushmizaaj Lyrics

 Muskurati si hansi mili

Khwabon ke ek mod pe

Dil to hai athanni pyaar ki

Dhak le hatheli moond ke

Aapas mein rakh lenge baant ke

Zindagi ke bulbule

Jo mila hai tu

Zindagi khush mizaaj hai

Pyaar hai jo mila hai tu

Har khushi khush mizaaj hai

Baadlon ki bastiyon mein

Ek gharaunda dhoondhein chalo

Aasra ho umra bhar ka

Khwabdaani bhar lein chalo

Kagazon pe aao mann ke

Lafz meethe gholein koyi

Do dilon ki ek kahaani

Lamha lamha jodein koyi

Aapas mein rakh lenge baant ke

Zindagi ke bulbule

Jo mila hai tu

Zindagi khush mizaaj hai

Pyar hai jo mila hai tu

Har khushi khush mizaaj hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *