Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha Lyrics
Ek haseena thi ek deewana tha
Kya kahun tumse kya zamana tha
Har jagah toh ye afsana tha
Ek haseena thi ek deewana tha
Jab dil toota tha
Tum se rootha tha
Tum kahan the kahan the kahan the
Tum kahan the kahan the kahaaaan
Aansoon girte the tanha firte the
Tum kahan the kahan the kahan the
Tum kahan the kahan the kahaaaan
Tum kahan the kahan the kahan the
Tum kahan the kahan the kahaaaan
Khamosh ho gaya tha mera ye jahaan
Us waqt humsafar the jane tum kahan
Kaise bayaan karun apni majbooriyaan
Ek lamhe mein huye milon ki dooriyaan
Jab tumko dena mera saath tha
Tum kahan the tum kahan the
Tum kahan the tum kahan the
Tum kahan the kahan the kahan the
Tum kahan the kahan the kahaaaan
Tum kahan the kahan the kahan the
Tum kahan the kahan the kahaaaan
Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha (Song Info)
Song: | Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha |
Movie / Album: | Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha |
Singers: | Yaseer Desai |
StarCast: | Shiv Darshan, Natasha Fernandes, and Upen Patel |
Lyricist: | Nadeem Saifi |
Music Lable: | Shree Krishna International |
Recently Post’s
- Adawa Lyrics – New Punjabi Song – Varinder Brar | SadaLoog
- Manwaa Lyrics in English – Sunidhi Chauhan | Sada Loog
- Cream Gabru Lyrics in Punjabi – G Khan & Jasmeen Akhtar – New
- Fire Lyrics in Punjabi – Raj Dhami, Gumnaam Deep – New
- Pyaas Lyrics in Punjabi – Diljit Dosanjh • SadaLoog
Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha (Official Video)