Gadar 2 - Khairiyat Lyrics - Arijit Singh
Gadar 2 - Khairiyat Lyrics - Arijit Singh

Gadar 2 – Khairiyat Lyrics – Arijit Singh

Khairiyat Lyrics

 Aye do jahaan ke maalik

Sun le meri guzaarish

Mere jigar ke tukde

Ke vaaste yeh khwahish

Woh jahaan bhi jis jagah ho

Tera haath sar pe rakhna

Hardum har ghadi haan

Tu fikar uski karna

Usey khairiyat se rakhna

Usey khairiyat se rakhna

Usey khairiyat se rakhna

Bas khairiyat se rakhna

Kabhi tez dhoop uska

Badan jala na paaye

Kabhi tez dhoop uska

Badan jala na paaye

Kabhi baarishein bhi usko

Bimaar kar na paaye

Ho lihaaf tan pe uske

Tere haathon se tu dhakna

Usko lage na thokar

Itna karam tu karna

Use khairiyat se rakhna

Use khairiyat se rakhna

Use khairiyat se rakhna

Bas khairiyat se rakhna

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *