You are currently viewing Hamari Adhuri Kahani Lyrics – Arijit Singh
Hamari Adhuri Kahani Lyrics - Arijit Singh

Hamari Adhuri Kahani Lyrics – Arijit Singh

Hamari Adhuri Kahani Lyrics

 Paas aaye..

Dooriyaan phir bhi kam naa hui

Ek adhuri si hamari kahani rahi

Aasmaan ko zameen, ye zaroori nahi

Jaa mile.. jaa mile

Ishq saccha wahi

Jisko milti nahi manzilein.. manzilein..

Rang thhe, noor tha

Jab kareeb tu tha

Ek jannat sa tha, yeh jahaan

Waqt ki ret pe kuch mere naam sa

Likh ke chhod gaya tu kahaan

Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani..

Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani..

Khushbuon se teri yunhi takra gaye

Chalte chalte dekho na hum kahaan aa gaye

Jannatein gar yahin

Tu dikhe kyon nahin

Chaand suraj sabhi hai yahaan

Intezaar tera sadiyon se kar raha

Pyaasi bethi hai kab se yahaan

Humari adhoori kahaani

Humari adhoori kahaani..

Humari adhoori kahaani

Humari adhoori kahaani..

Pyaas ka ye safar khatam ho jaayega

Kuch adhura sa jo tha pura ho jaayega

Jhuk gaya aasmaan

Mill gaye do jahaan

Har taraf hai milan ka samaa

Doliya hain saji, khushbuein har kahin

Padhne aaye Khuda khud yahaan..

Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani..

Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani..

Leave a Reply