Jannat 2 - Tera Deedar Hua Lyrics - Javed Ali, Rahat Fateh Ali Khan
Jannat 2 - Tera Deedar Hua Lyrics - Javed Ali, Rahat Fateh Ali Khan

Jannat 2 – Tera Deedar Hua Lyrics – Javed Ali, Rahat Fateh Ali Khan

Tera Deedar Hua Lyrics

 Yun tera muskurana

Aur aake chale jaana

Yun tera muskurana aur aake chale jaana

Kismat ka hai khul jaana

Tera deedar hua

Pehla sa pyar hua

Pehli hi baar hua iss dil ko

Naa toh inkaar hua

Naa hi iqraar hua

Jaane kya yaar hua iss dil ko

Tujhse mila toh jaagi duaayein

Aur nazar ne sajda kiya

Jannat zameen pe aayi utar ke

Khushiyon ne jaise chun sa liya

Har manzar dilnasheen hai

Tu hi tu har kahin hai

Oh.. teri ye adayein toh hai saari qatilana

Tera Deedar Hua

Pehla sa pyar hua

Pehli hi baar hua iss dil ko

Naa toh inkaar hua

Naa hi iqraar hua

Jaane kya yaar hua iss dil ko

Tere bina tanha tha har pal

Hothon pe hardam thi tishnagi

Maqsad nahi tha, sapne nahi thay

Thi zindagi mein aawaargi

Tu mera rehnuma hai

Manzil hai raasta hai

O mere liye tu toh jaise

Rab ka hai nazraana

Tera Deedar Hua

Pehla sa pyar hua

Pehli hi baar hua iss dil ko

Naa toh inkaar hua

Naa hi iqraar hua

Jaane kya yaar hua iss dil ko

Yun tera muskurana

Aur aake chale jaana

Yun tera muskurana aur aake chale jaana

Kismat ka hai khul jaana

Tera Deedar Hua

Pehla sa pyar hua

Pehli hi baar hua iss dil ko

Naa toh inkaar hua

Naa hi iqraar hua

Jaane kya yaar hua iss dil ko

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *